Breaking News
Loading...
Wednesday, 20 September 2017

Ya Rab Meri Soi Hui Taqdeer Jaga De - Farhan Ali Qadri - (FREE DOWNLOAD NAAT SHARIF LYRICS) - 2006

YA RAB MERI SOI HUI - FARHAN ALI QADRI -  FULL NAAT SHARIF LYRICS - FREE DOWNLOAD

Naat : Ya Rab Meri Soi Hui Taqdeer Jaga De
Naat Khawan : Farhan Ali Qadri
Album : Noor Wala Aaya Hai
Subtitle Album : Marhaba Ya Mustafa
Aubio & Video : Heera Audio & Video
Released : Heera Gold

FREE DOWNLOAD LYRICS, AUDIO & VIDEO NAAT'S SHARIF -  Click only on Click Palylist

Ya Rab Meri Soi Hui Taqdeer - Farhan Ali Qadri - Noor Wala Aaya Hai - NAAT SHARIF LYRICS - Click on Download Button.

Naat Sharif Lyrics :

Naat Sharif also Download in AUDIO | VIDEO

Naat Sharif Lyrics in English :

Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey.

Ya Rab meri soi hui taqdeer jaga dey,
Ya Rab meri soi hui taqdeer jaga dey.

Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey,

Sun nay ki jo qoowat mujhe bakhshi hai Khuda wand,
Sun nay ki jo qoowat mujhe bakhshi hai Khuda wand.

Phir Masjid e Nabawi ki azanein bhi suna dey,
Phir Masjid e Nabawi ki azanein bhi suna dey.

Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey,
Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey.

Ya Rab meri soi hui taqdeer jaga dey,
Ya Rab meri soi hui taqdeer jaga dey.

Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey,
Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey.

Huroon ki na ghilman ki na jannat ki talab ha,
Huroon ki na ghilman ki na jannat ki talab ha.

madfan mera Sarkkar ki basti mein bana de,
madfan mera Sarkkar ki basti mein bana de.

Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey,
Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey.

Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey,
Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey.

Mudaat sa mein in hathoon sa karta hoon duaein,
Mudaat sa mein in hathoon sa karta hoon duaein.

In hathon mein ab jali sunehri bhi thamma day,
In hathon mein ab jali sunehri bhi thamma day.

Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey,
Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey.

Ya Rab meri soi hui taqdeer jaga dey,
Ya Rab meri soi hui taqdeer jaga dey.

Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey,
Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey.

Mouhn hashar mein mujhko na chupana parhay ya Rab,
Mouhn hashar mein mujhko na chupana parhay ya Rab.

Mujh ko Tera Mehboob ke chadaar mein chupa dey,
Mujh ko Tera Mehboob ke chadaar mein chupa dey.

Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey,
Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey.

Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey,
Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey.

Ishrat ko bhi ab khushbu e Hassan aata kr,
Ishrat ko bhi ab khushbu e Hassan aata kr.

Jo lafz Kahaye hein unhein Tu naat bana dey,
Jo lafz kahaye hein unhein Tu naat bana dey.

Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey,
Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey.

Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey,
Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey.

Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey,
Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey.

Aankhein mujhe di han to Madina bhi dekha dey....!

Naat Sharif Lyrics in Urdu :

آنکھیں مُجھے دی ہیں تو مدینہ بھی دکھا دے
سُننے کی جو قوت مُجھے بخشی ہے خُدا وند 
پھر مسجدِ نبویﷺکی اذانیں بھی سُنا دے
آنکھیں مُجھے دی ہیں تو مدینہ بھی دکھا دے
یا رب میری سوئی ہوئی تقدیر جگا دے 
حوروں کی نہ غلماں کی نہ جنت کی طلب ہے
مدفن میرا سرکار کی بستی میں بنا دے
آنکھیں مُجھے دی ہیں تو مدینہ بھی دکھا دے
یا رب میری سوئی ہوئی تقدیر جگا دے 
مُدت سے میں ان ہاتھوں سے کرتا ہوں دعائیں
ان ہاتھوں میں اب جالی سُنہری وہ تھما دے
آنکھیں مُجھے دی ہیں تو مدینہ بھی دکھا دے
یا رب میری سوئی ہوئی تقدیر جگا دے 
مُنہ حشر میں مُجھ کو نہ چھپانا پڑے یا رب
مُجھ کو تیرے محبوب کی چادر میں چُھپا دے
آنکھیں مُجھے دی ہیں تو مدینہ بھی دکھا دے
یا رب میری سوئی ہوئی تقدیر جگا دے 
عشرتؔ کو بھی اب خوشبوئے حسان عطا کر
جو لفظ کہے ہیں اُنہیں تو نعت بنا دے
آنکھیں مُجھے دی ہیں تو مدینہ بھی دکھا دے

Naat Sharif also Download in AUDIO | VIDEO

Like us on facebook

0 comments:

Post a Comment

Toggle Footer